Please recite Surah e Fatiha for
Syed Ahmad Nayem Rizvi, s/o Ustad Syed Ali Zia Rizvi
Live from Dar-e 'Abbas YouTube channel

aankhen_taras_gai.mp3

Aankhein Taras Gayi Hai Akbar Ke Dekhne Ko
Ali Akbar(a.s) Ali Akbar(a.s)


Laila Ke Lab Pe Har Dam Rehta Tha Ek Naala
Wo Tha To Us Ke Dam Se Ghar Me Tha Ek Ujaala
Aankhein Taras Gayi Hai Akbar Ke Dekhne Ko
Ali Akbar(a.s) Ali Akbar(a.s)

At Jayenge Wo Gaysoo Sab Khaak May Lahoo Me
Ye Din Bhi Dekhna Thay Chehre Ki Aarzoo Me
Aankhein Taras Gayi Hai Akbar Ke Dekhne Ko
Ali Akbar(a.s) Ali Akbar(a.s)

Phir Eid Aayi Sab Ne Pehne Naye Libadein
Aaye Nahi Palat Kar Ummat Ke Shaahzade
Aankhein Taras Gayi Hai Akbar Ke Dekhne Ko
Ali Akbar(a.s) Ali Akbar(a.s)


Khursheed Ka Wo Chehra Rangat Me Tha Sunehra
Palkon Ki Chilmano Par Tha Abru'on Ka Pehra
Aankhein Taras Gayi Hai Akbar Ke Dekhne Ko
Ali Akbar(a.s) Ali Akbar(a.s)

Sunte Hai Uska Chehra Sab Khoon Me Bhar Gaya Tha
Kehte Hai Uske Dil Me Naiza Utar Gaya Tha
Aankhein Taras Gayi Hai Akbar Ke Dekhne Ko
Ali Akbar(a.s) Ali Akbar(a.s)


Zainab (s.a) Se Hoke Ruqsat Jab Ran Ko Wo Chala Tha
Har Koi Badke Uske Maathe Ko Choomta Tha
Aankhein Taras Gayi Hai Akbar Ke Dekhne Ko
Ali Akbar(a.s) Ali Akbar(a.s)


آنکھیں ترس گئیں ہیں اکبر کے دیکھنے کو

علی اکبر علی اکبر


لیلیٰ کے لب پہ ہر دم رہتا تھا ایک نالہ

وہ تھا تو اس کے دم سے گھر میں تھا اک اجالا

آنکھیں ترس گئیں ہیں



اٹ جائیں گے وہ گیسو خاک میں لہو میں

یہ دن بھی دیکھنے تھے سہرے کی آرزو میں

آنکھیں ترس گئیں ہیں



پھر عید آئی سب نے پہنے نئے لبادے

آئے ہیں پلٹ کر امت کے شہزادے

آنکھیں ترس گئیں ہیں



خورشید سا وہ چہرہ رنگت میں تھا سنہرا

پلکوں کی چلمنوں پر تھا ابرو کا پہرہ

آنکھیں ترس گئیں ہیں


سنتے ہیں اس کا چہرہ سب خوں میں بھر گیا تھا

کہتے ہیں اس کے دل میں نیزہ اتر گیا تھا

آنکھیں ترس گئیں ہیں



زینب سے ہو کے رخصت جب رن کو وہ چلا تھا

ہر کوئی بڑھ کے اس کے ماتھے کو چومتا تھا

آنکھیں ترس گئیں ہیں